Most Sad Broken Heart Shayari - Hume bewafai karni nahi aati - Bewafa Shayari
hume pyaar karna tohh aata hai, Par unki tarah nafrat karni nahi ati , hume wafa karna tohh aata hai , Par unki tarah bewafai karni nahi aati, hume dil me basana tohh ata hai, Par uski tarah dilo se khelna nahi ata, hume yaad rakhna tohh aataa hai, Par uski tarah her 1 ko bhool jaana nahi aataa....