Long Bewafa Shayari in Hindi | Most Dard Bhari Shayari in hindi

Long Bewafa Shayari in Hindi | Most Dard Bhari Shayari in hindi

Kabhi kehta tha mujhe ki koi dua hoon main,
Aaj woh keh gaya mujhko ki bewafa hoon main..

Wo jee na pata tha lamhe kabhi mere bagair,
Aaj kehne laga mujhko ki ek sazaa hoon main.

Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai,
Lagi masuk ke mehndi or ashiq rota aaya hai.

Magar riwaaz bhi ye ulta kar diya maine
Bina chaahat kisi ki maang bhar di maine.

Kiya hai jo bhi ispe khud se hi khafa hoon main
Aaj woh keh gaya mujhko ki bewafa hoon mai..

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!