DardBhari Shayari In Hindi - Bewafa Dard Shayari

DardBhari Shayari In Hindi - Bewafa Dard Shayari

Kab hue pyar ki barsat mujhe yaad nahi,
Khof me doobi mulaqat mujhe yaad nahi,
Mai to madhosh tha kuch itna uski chahat mein,
Usne kab chorr diya sath mujhe yaad nahi!!

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!