Most Sad Broken Heart Shayari - Hume bewafai karni nahi aati - Bewafa Shayari

hume pyaar karna tohh aata hai,
Par unki tarah nafrat karni nahi ati ,
hume wafa karna tohh aata hai ,
Par unki tarah bewafai karni nahi aati,
hume dil me basana tohh ata hai,
Par uski tarah dilo se khelna nahi ata,
hume yaad rakhna tohh aataa hai,
Par uski tarah her 1 ko bhool jaana nahi aataa....
Aur Padhein
Dhoka DP for WhatsApp | Dhoka Images DP for Boys & Girls (HD)
Sad Dard Shayari | Yakeen nahi uske jaane ka
Bewafa Dard shayari in hindi - Dil tuta shayari
DardBhari Shayari In Hindi - Bewafa Dard Shayari
Bewafa Dard Shayari | Dil Tuta Shayari|Usko paa kar kabhi toh khona tha
Khelna Seekh Liya Ab Toh Dard Se Humne | Bewafa shayari
Aur Sad Shayari yahan padhein.
Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!