Posts

Showing posts with the label Dard Shayari

Bewafa Shayari in Hindi -Dardbhari Bewafa Shayari

Image
Sapna ek lekin mushkile hazaar hai, Tanhayi aur gum tohh mere bachpan ke yaar hai, Abhh to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai, kyu ki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai.

Dard Bewafai Shayari in Hindi - Dil ke kareeb aa ke jab wo door ho gaye

Image
Dil ke kareeb aa ke jab wo door ho gaye, Sare haseen khawb mere chur ho gaye, Humne wafa nibhai to badnamiyan mili, Jo log bewafa the woh mashhor ho gaye.

Dard BrokenHeart Shayari In Hindi-Sad BrokenHeart Shayari

Image
Jisne humko chaha use hum chah na sake, Jisko chaha use hum paa naaa sake, Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai, Kisi ka toda aur apna bacha na sake.

Most Sad Broken Heart Shayari - Hume bewafai karni nahi aati - Bewafa Shayari

Image
hume pyaar karna tohh aata hai, Par unki tarah nafrat karni nahi ati , hume wafa karna tohh aata hai , Par unki tarah bewafai karni nahi aati, hume dil me basana tohh ata hai, Par uski tarah dilo se khelna nahi ata, hume yaad rakhna tohh aataa hai, Par uski tarah her 1 ko bhool jaana nahi aataa....

Very Sad Dil Tuta Shayari In Hindi - Dard se Dil Tutna Shayari

Image
Mohabbat se woh dekhte hain sabhi ko. Bas hum par ye inayat nahi hoti. Main to sheesha hun tutna meri fitrat hai Isliye mujhe pattharo se koi shikayat nahi hoti.

Kon jaane kab maut ka paigam aa jaye - Sad Shayari For Lovers

Image
Kon jaane kab maut ka paigam aa jaye,  Zindagi ki akhari sham aa jaye,  Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi aaapke kaam aa jaye

Sad Broken Heart Shayari For Broken Heart - Sad Broken Heart Shayari

Image
Tamanna nahi tumhe paane ki, Khona bhi nahi chahta, aarju hai sirf tumhe dekhne ki , Karib aana bhi nahi chahata.

Categories