mohabbat ke bhi kuch andaz hote hai, jagti aankhon ke bhi kuch khawab hote hai, zaruri nahi ke gam me hi ansu nikle, muskurati aankhon mein bhi sailab hote hai.
Ishq aisa karo ki dhadkan me bas jaaye, saans bhi lo to khushbu usi ki aaye, pyaar ka nasha aankhon pe chaa jaaye, baat kuch bhi na ho par naam usi ka aaye.