True Love Long Shayari Only For Lovers - Romantic SHayri

True Love Long Shayari Only For Lovers - Romantic SHayri

Ek ladka aur ek ladki ek durse ko bhut pyaar karte the.
Ek din ladki mar gayi,
Usne swarg se ladke ko kahaa,

"ek wada tha tera har wade ke piche. .
Tu milega har gali ; har darwaje ke piche.
Par kyu tu itna bewafaa nikla. .
Tu hi nai tha mere janaze ke piche."

~ladka ne ankh mein aasuu ke sath jawab diya, ;'(

"ek wada tha mera har wade ke piche.
Miluga har gali har darwaje ke piche.
Tune hi mud kar nai dekha. .
Ek aur janaza tha tere janaze ke piche."

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!