Romantic Shayari for Crush in Hindi Shayari on Crush Wallpaper

Sapno ki duniya mein hum khote gaye,
Hosh mein the fir bhi madhosh hote gaye,
Jane kya jadoo tha us ajnabi chahere mein,
Khud ko bahut roka fir bhi uske hote gaye.

Tere Pyar Ki Hume Jarurat Bahut Thi,
Par Tujhe Pane Ki Kimat Bahut Thi,
Aakhiri Sans Tak Tera Intazar Kiya Tha Humne
Par Tujhe Wada Karke Bhul Jane Ki Aadat Bahut Thi.
Aur Padhein
Husband Ko Manane Ki Shayari in Hindi | Pati Ko Kaise Manaye Shayari
Romantic Shayari in hindi For lovers
Most Romantic WhatsApp DP Status For Lovers my Love - Come in My heart
Romantic love Shayari Sms - Shayari For loversBest Hindi Romantic Shayari for Lovers with Image Hd Wallpaper
Crush shayari in hindi for lovers -Romantic Love Shayari
Aur Love Shayari yahan padhein.