Computer Shayari Sms For Facebook - Funny Sms
Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa cut kiya ke paste karna bhool gaye..
Tumhare samne hain itney items kabhi hame bhi pick karo...
Hamare pyar ke icon pe kabhi to tum double-click karo...
Roz subha hum karte hai itne pyar se unhe good morning...
Woh humhe ghoor kar dekhte hain jaise 0 errors but 5 warnings...
Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound,
lekin aaj tum mili to kehti ho: your file not found!
Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"
tum ho meri zindagi ki animated gif
aysa bhi nahin hai ke, i don't likeyour face
par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space
ghar se nikalti ho tum jab, pehen ke evening gown
too many requests se, ho jaata hai server down
tumhaara intezaar karte karte, main so gaya
yeh dekho mera connection, time out ho gaya
kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat
what is your WhatsApp number, aao karein chat
joh sadiyaon se hota aaya hai woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to tujhko dil sey alt+ctrl+delete kar doonga...
Aur Padhein
Exam Life Of Students | Exam Sms | Exam Fever
Cool msg, Friendship Shayari, funny jokes, jokes for friends, Friendship Vs Love,
Insaan bhi kiya hai - Hindi shayari -Cool Wise Sms
Exam Msg for my cute and sweet Friend | Student Rocks Exam Sms
New Exam Fever Sms | Student Exam Fever Hindi Dosti Shayari on Image wallpaper
Aur Dosti Shayari yahan padhein.

Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!