Insaan bhi kiya hai - Hindi shayari -Cool Wise Sms
Insaan bhi kiya hai-
Daulat kamane ke liye apni sehat kho deta hai
aur
Phir sehat ko wapis paane ke liye apni dolat khota hai,
Mustaqbil ko soch ke apna haal jaya karta hai or
Phir mustaqbil me apna maazi yaad kar k rota hai,
Jeeta aise hai jaise kabhi marega hi nahi
aur
Mar aise jata hai jaise kabhi jiya hi nhi
Comments
Post a Comment