Romantic Shayari In Hindi For Boyfriend Girlfriend Shayari Wallpaper Images

Romantic Shayari in Hindi for boyfriend Jante h sab fir bhi anjaan bante hai
Jante h sab fir bhi anjaan bante h,
Iss tarah wo humein pareshan karte h,
Puchthe h humse ki tumhe kya pasand h,
Khud jawab hokar ye sawal karte h.
Love Shayari in Hindi Tujhe Bhi Ishq Ho Jayega

Khuda ne mujhse kaha,
Ishq na kar tu deewana ho jayega,
Maine kaha aey khuda,
Tu unse to mil, tujhe bhi ishq ho jayega
Most Romantic Milna Shayari for Girlfriend Mulakaat Shayari

Sabke chehre mei woh baat nahi hoti,
Thode se andhere mei raat nahi hoti,
Zindagi mei kuch log bahut pyare hote hai,
Kya kare unhi se aaj kal mulakat nahi hoti
Romantic Shayari for Girlfriend on Love in Hindi Romantic Shayari

Hum har ek pal hans kar jiya kartey hai,
Aapse dil ki baate kiya kartey hai,
Aap bahut khas ho hamarey liye,
Tabhi har waqt apko yaad kiya kartey hai
Romantic Shayari in Hindi Aapki Hi Yaad Se Shuruaat Huyi

Aaj Kuch Beete Huye Lamho Se
Mulaqat Huyi, Kuch Bhule Huye
Sapno Se Baat Huyi,
I Miss You Bolna Chaha Jab Apno Ko,
To Aapki Hi Yaad Se Shuruaat Huyi
Aur Padhein
Shayari For Girlfriend - Thought Shayari for Girlfriend Boyfriend
Romantic Love Shayari for Girlfriend Boyfriend| Romantic Love Shayari
Bf Gf Romantic Love Conversation
Best I Love You Shayari ~ I Luv You Shayari in Hindi
Best Romantic Shayari in Hindi For Lovers | Romantic Shayari
Hindi Romantic Shayari For Love | GirlFriend facebook
Aur Love Shayari yahan padhein.
Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!