Best Romantic Shayari For Girlfriend - Romantic Hindi Shayari

Best Romantic Shayari For Girlfriend - Romantic Hindi Shayari

Parwah kar uski jo teri parwah kare,
Zindagi mein jo kabhi na tanha kare,
Jaan ban ke
utar jaa uski ruh mein,
Jo jaan se bhi jyada tujhse wafa kare

Tere ishq ka ye kitna haseen ehsaas hain,
Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain,
Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri,
Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →