Sabse Romantic Love Shayari for Girlfriend GF Wife Pyaar Shayari

Love Shayari for GF or Wife
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye,
Tum roti ho mujhe rulane ke liye,
Tum ek baar rooth ke to dekho,
Agar marna bhi pade to mar jaunga tumhare liye
SMile Shayari For GF Wife Husband Boy FRiends
Haste dilo me gham bhi hai,
muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,
dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai

Love Shayari In Hindi
Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki…
Badal Gaya Zamana,
Meri Zindagi To Sirf Tum Ho,
Kahi Tum Na Badal Jana
Pyar Na Dil Se Hota Hai,
Na Dimaag Se Hota Hai,
Yeh Pyar To Ittefaq Se Hota Hai,
Per Pyar Karke Pyar Hi Mile,
Ye Ittefaq Kisi Kisi Ke Sath Hota Hai
Aur Padhein
Romantic Shayari for Wife from Husband | पत्नी के लिए रोमांटिक शायरी Image
Two line Romantic Love Shayari For Girlfriend or Wife
Love Shayari for Girlfriend Wife with Love Image in Hindi
Best Romantic Shayari For Wife Living Far From You - Romantic Shayari
Love Shayari For Wife in Hindi With Image Wallpaper
Most Romantic Shayari for Lover Girlfriend Wife in Hindi Wallpaper Images
Aur Husband Wife Shayari yahan padhein.
Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!