Most Romantic Shayari For Girlfriend - Propose Day

Most Romantic Shayari For Girlfriend - Propose Day

Ankho se aankhe milakar to dekho
Humare dil se dil milakar to dekho
Saare jaha ki khushiya tere daaman me rakh denge
Humse pyaar ka izhaar karke to dekho

Happy Propose Day Shayari for GirlFriend Wife in Hindi

Logo se sunte the Mohabbat ke Afsaane
Khawab Humne bhi dekhe the Suhaane,

Pyaar kya hai ?
Hum aksar sochte the

Es Baat se Hum apne Dil ko rokte the
Lekin ab Tumhe es Dil mein basa kar

Ye Khata ek baar karna chahta hain
Yeh Dil Tum se Pyaar karna chahta hai

Apni Mohabbat ka Izhaar karna chahta h

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!