Happy Hug Day Shayari For Boyfriend Husband in Hindi

Man hi man karati hu baatein
Dilki her ek baat kah jaati hu
Ek baar le lo bahon mai ab to sajna
Yahin her baar kahte kahte, ruk jaati hu.
Bahon main chale aao humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Yeh aaj kaa nahee milan,
Yeh sang hai umar bhar kaa.
Baato baato main dil le jaate ho
Dekhte ho iss tarah jaan le jaate ho
Adato apni se dil ko dharkate ho
Leker bahon mai, sara jahan bhulate ho.
Aur Padhein
Romantic Shayari for Wife from Husband | पत्नी के लिए रोमांटिक शायरी Image
Hug Day Shayari Sms In English For Husband Boyfriend
Romantic Love Hug Day Sms For Boyfriend husband in English
Happy Teddy Day Sms Shayari For Husband Wife Lovers
Happy Rose Day Shayari for Girlfriend and Wife on Wallpapers
Happy Valentine Day Shayari for Wife - Romantic Shayari
Aur Husband Wife Shayari yahan padhein.
Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!