Funny Propose Day Shayari in Hindi For Facebook WhatsApp

Funny Propose Day Shayari in Hindi For Facebook WhatsApp

Dil dedo kisi ek ko, wo b kisi nek ko
Yeh koi mandir ka parsad nahi,
Jo baant te rahe har ek ko
Dil denge kisi ek ko wo b kisi nek ko
Jab tak girl freind nahi pat jaati,
Propose kerenge her ek ko..

Funny Propose Day Shayari in Hindi For Facebook WhatsApp 2

Funny Propose Day Conversation of Boy and a Girl

Boy – I love u
Girl – hahahaha
Boy – Main tumhari khatir apni jaan
bhi de sakta hoon

Girl: hahahahaha
Boy: Tumhare bina main zinda nahi
reh sakta,
Girl – hahahahahahahaha

Boy – Main tum ko 1000 ka balance
bhejh raha hu, mil jaye to bata dena
Girl – kab?
Boy – Hahahahahahahahahaha

Boy – Will u be my valentine ?
Girl – No
Boy – Why
Girl – Because tum bahut gire huye ho

Boy With Shayarana Andaz –

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hain
Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!