Love Shayari In Hindi for Girlfriend | Romantic Shayari

Love Shayari In Hindi for Girlfriend | Romantic Shayari

Nazare mile to pyar ho jata hai,
Palke uthe to izhaar ho jata hai,
Na jane kya kasish hai chahat main,
Ke koi anjaan bhi hamari
Zindagi ka haqdaar ho jata hai.

Love Shayari In Hindi for Girlfriend | Romantic Shayari 2

Kuch door mere saath chalo
Hum saari kahani keh denge
Samjhe na tum jise aankhon se
Wo baat muh Jubaani keh denge

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!