Suvichar in Hindi | Achhe Vichar, Nice Saying & Zindagi Ki Seekh 2 Line
Ek achha vichar kabhi kabhi poori soch badal deta hai. Yahan hain bilkul nayi suvichar in Hindi: achhe vichar, nice saying, zindagi ki seekh 2 line aur 4 line aur rishton par suvichar, story size HD images ke saath.
Suvichar in Hindi 2 Line
इंसान घर बदलता है, लिबास बदलता है,
रिश्ते बदलता है, पर ख़ुद को नहीं बदलता।
Insaan ghar badalta hai, libaas badalta hai,
rishte badalta hai, par khud ko nahi badalta.
अच्छे लोग ढूँढने से बेहतर है,
ख़ुद अच्छा बन जाओ।
Achhe log dhoondhne se behtar hai,
khud achha ban jaao.
जो बीत गया उसे जाने दो,
जो आने वाला है उसे सजाने दो।
Jo beet gaya use jaane do,
jo aane waala hai use sajaane do.

Achhe Vichar
मीठा बोलना सीखो,
कड़वा तो दुनिया बोल ही रही है।
Meetha bolna seekho,
kadwa to duniya bol hi rahi hai.
दूसरों की ग़लती से सीखो,
ख़ुद पर आज़माने को उम्र कम है।
Doosron ki galti se seekho,
khud par aazmaane ko umr kam hai.
माफ़ करना कमज़ोरी नहीं,
सबसे बड़ी ताक़त है।
Maaf karna kamzori nahi,
sabse badi taaqat hai.

Zindagi Ki Seekh 4 Line
रास्ते ख़ुद बनते हैं चलने से,
मंज़िल मिलती है संभलने से,
वक़्त सबका आता है यारो,
बस डरना नहीं बदलने से।
Raaste khud bante hain chalne se,
manzil milti hai sambhalne se,
waqt sabka aata hai yaaro,
bas darna nahi badalne se.
पैसा कमाओ पर इतना नहीं,
कि अपनों के लिए वक़्त न रहे,
नाम कमाओ पर इतना नहीं,
कि ज़मीन से रिश्ता न रहे।
Paisa kamaao par itna nahi,
ki apnon ke liye waqt na rahe,
naam kamaao par itna nahi,
ki zameen se rishta na rahe.
किसी को छोटा मत समझो,
वक़्त का पहिया घूमता है,
आज जो नीचे बैठा है,
कल वही आसमान चूमता है।
Kisi ko chhota mat samjho,
waqt ka pahiya ghoomta hai,
aaj jo neeche baitha hai,
kal wahi aasmaan choomta hai.

Nice Saying SMS
कल की चिंता आज की ख़ुशी छीन लेती है।
Kal ki chinta aaj ki khushi chheen leti hai.
ग़ुस्से में लिया फ़ैसला
अक्सर पछतावा बन जाता है।
Gusse mein liya faisla
aksar pachhtaava ban jaata hai.
कम बोलो, सच बोलो,
और ज़रूरत पड़े तभी बोलो।
Kam bolo, sach bolo,
aur zaroorat pade tabhi bolo.

Purani Pasandida Shayari

in Hindi For Facebook & Whatsaap
Suvichar- kyon ki wo khud ko nahi badalata
Insaan ghar badalata hai..
Libaas badalata hai..
Rishte badalata hai..
Dost badalata hai..
Phir bhi pareshaan kyon rehta hai?
Kyon ki wo khud ko nahi badalata.
Aur padhiye hamari zindagi shayari, Chanakya quotes aur matlabi log shayari.
Aur Padhein
Motivational Shayari in Hindi | Success Quotes 2 Line & Next Step Status
Chanakya Quotes in Hindi | Chanakya Niti Wallpaper & Motivational Lines (HD)
Exam Shayari in Hindi | Best of Luck Exam Shayari, Motivational & FunnyWhatsApp DP Status For Struggler in Wallpaper
Student Rocks|Exam Funny jokes best Joke Ever | Exam Sms
Cigarette Sutta Shayari -Cigrette ki dukan aa gai hai
Aur Zindagi Shayari yahan padhein.

Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!