Romantic Shayari for Wife from Husband with Wife Shayari Wallpaper Tere sine se lagkar teri aarjoo ban jaun Teri sanso se milkar teri khushbu ban jaun Fasle na rahe koi hum dono ke darmiyaan Main, main na rahu bus tum ban jaaun!
hume pyaar karna tohh aata hai, Par unki tarah nafrat karni nahi ati , hume wafa karna tohh aata hai , Par unki tarah bewafai karni nahi aati, hume dil me basana tohh ata hai, Par uski tarah dilo se khelna nahi ata, hume yaad rakhna tohh aataa hai, Par uski tarah her 1 ko bhool jaana nahi aataa....
Comments
Post a Comment