Dard Shayari For Boy In hindi On photo - Dard Shayri

Dard Shayari For Boy In hindi On photo - Dard Shayri

Majboor mohabbat jtaa na sake,
Zakhm khate rahe kisi ko bata na sake,

Chahato ki had tak chaaha use,
Sirf apna Dil nikaal kar use dikha na sake..

Samjha Na Koi Dil Ki Baat Ko,

Dard Duniya Ne Bina Soche Hi De Diya,
Jo Sah Gaye Har Dard Ko Hum Chupke Se,

To Humko Hi Patthar-Dil Kah Diya

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!