Ishq ki shruwat nigaho se hoti hai | Love Shayari in Hindi

Ishq ki shruwat nigaho se hoti hai | Love Shayari in Hindi

Ishq ki shruwat nigaho se hoti hai,
Sajaa ki shruwat gunaho se hoti hai,
kehte hai ishq bhi ek gunah hai,
jiski shruwat do begunaho se hoti hai.

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!