Uske bina abh chup rehna acha lagta hai | Sad Love Shayari

Uske bina abh chup rehna acha lagta hai,
khamoshi se dard sehna acha lagta hai,
jis hasti ki yaad me din bhar aansu behte hai,
samne uske kuch na kehna acha lagta hai,
milkar bichad na jao darte hai hum,
isliye bus door hi rehna acha lagta hai.
Aur Padhein
Maa Shayari in Hindi | माँ पर 2 Line & 4 Line शायरी, Status, DPYaad Shayari In Punjabi- Dil Kare Ta Yaad Kari
Sms on Broken Hurt and True Love | Broken heart sms|Best Shayari Collection
Sad Dard Shayari | Yakeen nahi uske jaane kaBroken Heart Shayari-Dil Tuta Shayari With Image wallpaper
2 line broken heart shayari sms in english
Aur Sad Shayari yahan padhein.
Comments (0)
👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!