Sad Love Shayari | kabhi to wo meri bhi yaado me kho jaati hogi

Sad Love Shayari | kabhi to wo meri bhi yaado me kho jaati hogi

Kabhi usko bhi meri yaad sataati hogi,
apni aankhon me mere khwaab woh bhi sajati hogi,
woh jo har waqt khayaalo me basi rehti hai,
kabhi to wo meri bhi yaado me kho jaati hogi.

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!