Romantic Shayari For Lovers | Khwabon mein akar u na sataya karo

Romantic Shayari For Lovers | Khwabon mein akar u na sataya karo

Khawabo me akar u na sataya karo,
Karte ho pyaar to sahi waqt aya karo,
Raat ko bhi bhala aane ka waqt hai,
Din me mil raat ko pas rahjaya karo,
Phir dekhe husan-e-shabab ka dum,
Pas ao to jaaane doorse na itraya karo.

🖼️ Isi shayari pe apna naam likheinImage banayein aur status lagayein →

Comments (0)

👇 Comment mein us insaan ka naam likhein jiske liye ye shayari hai — ya apni ek line likh dijiye!