Posts

Showing posts with the label Bewafa Shayari

Dard Bewafai Shayari in Hindi - Dil ke kareeb aa ke jab wo door ho gaye

Image
Dil ke kareeb aa ke jab wo door ho gaye, Sare haseen khawb mere chur ho gaye, Humne wafa nibhai to badnamiyan mili, Jo log bewafa the woh mashhor ho gaye.

Most Sad Broken Heart Shayari - Hume bewafai karni nahi aati - Bewafa Shayari

Image
hume pyaar karna tohh aata hai, Par unki tarah nafrat karni nahi ati , hume wafa karna tohh aata hai , Par unki tarah bewafai karni nahi aati, hume dil me basana tohh ata hai, Par uski tarah dilo se khelna nahi ata, hume yaad rakhna tohh aataa hai, Par uski tarah her 1 ko bhool jaana nahi aataa....

Long Bewafa Shayari in Hindi | Most Dard Bhari Shayari in hindi

Image
Kabhi kehta tha mujhe ki koi dua hoon main, Aaj woh keh gaya mujhko ki bewafa hoon main.. Wo jee na pata tha lamhe kabhi mere bagair, Aaj kehne laga mujhko ki ek sazaa hoon main. Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai, Lagi masuk ke mehndi or ashiq rota aaya hai. Magar riwaaz bhi ye ulta kar diya maine Bina chaahat kisi ki maang bhar di maine. Kiya hai jo bhi ispe khud se hi khafa hoon main Aaj woh keh gaya mujhko ki bewafa hoon mai..

Bewafa Shayari For X-GirlFriend | Tu apni Wafa Shaabit Kar

Image
Meri koi khata to Saabit kar, Jo Bura hun to Bura Saabit kar, Tujhe chaha hai kitna tu kya jane, Chal main Bewafa hi sahi, Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!

Sad Dard Bewafa Shayari in hindi |Hum unhi se pyaar karte hai

Kisi aur ke bahon mein reh kar, Wo humse wafa ki bate karte hai, Ye kaisi chahat hai yaro, Wo bewafa hai jaan kar bhi, Hum unhi se pyaar karte hai.

Sad Dard Shayari | Yakeen nahi uske jaane ka

Image
Aasmaan ke taare aksar pucha karte hain, kiya tumhe ab bhi intezar  hai  uske laut aane ka? aur dil muskura ke kehta hain.. mujhe to ab bhi yakeen nahi uske  jaane  ka

Bewafa Dard Shayari | Dil Tuta Shayari|Usko paa kar kabhi toh khona tha

Image
Usko paa kar kabhi tohh khona thaa, Yey haadsa kabhi tohh hona thaa, Wohh tod kar aksar mujhe Chorti rahi, Jaissee main uske haathh kaa kio khhilona thaa.

Categories